$M$ FOR YOU
Wednesday, 6 April 2011
Saturday, 26 March 2011
Friday, 25 March 2011
GHAZAL $M$
Mera dil mujh se kehta hai
Meri dharkan mein koi rehta hai
Wo khawab hai ya sapna hai
Wo ghair nahi mera apna hai
Jo raat bhar mujh ko jagata hai
Kuch kehte kehte chup ho jata hai
Meri sochon pe jis ka basera hai
Wo mera hai wo mera hai
Koi kahani koi qisa hai
Wo meri zaat ka hissa hai
--------------------------------------
YUN HI ANJANE ME TUJH SE RAFAQAT SI HO GAI
DOSTI KARNE CHALAY OR TUJSE CHAHAT SI HOGAE
TU NA HO TO KHUD SE HI ULAJHTA HOON
KIA KARUN MUJHE TERI ADAT SI HO GAE
ME APNE WAJOOD ME TUJHE TALASH KARTA HOON
MUJE TUM SAY "MOHABBAT" SI HO GAE
MERE PASS AAO TO JI LOON DO PAL
MERI TO HAR SAANS TERI AMANAT HOGAE
ME SOCHTA THA TERI AAGAY "ZINDAGI" ZARURAT SI HO GAE
---------------------------------------
Tere Siva
Nahin Aur Kuch Bhi Tere Siva?!!!
Mere Dosti
Meri Zindagi
Meri Khamoshi
Meri Be-Basi
Mera Alam Bhi
Mera Naam Bhi
K Meri Subah
K Mere Sham Bhi
Wo Sabhi Kuch Tujhe Atta Kare
Mere Dost To Yaqeen To Kar
Mujhe Mangana Tuna Aa Saka
Main Ne Phir Bhi Mangi Yehi Dua
K Gawahi De Ga Mera Khuda
Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya
Nahi Manga Kuch Bhi
Tere Siva
---------------------------------------
Kabhi tum bhi nazar aao
suubha se sham tak hum ko
buht se log milte hain
nigahon se guzarte hain
koi andaaz tum jaisa
koi hum-nam tum jesa
magar tum hi nhe miltay
buht bechen phirtay hain
baray betaab rehty hain
dua ko hath uthtay hain
dua main yeh hi kehty hain
lgi ha bheer logon ki
,mgar is bheer main muhsin
KABHI TUM BHI NAZAR AAO
KBI TUM BHI NAZAR AAO
-----------------------------------------
*. .Aag. .*
Aag laga di jaana'N
Teri sab kitaboN ko
Tohfay k gulaboN ko
Hijr k azaboN ko
Terey saray khwaboN ko
Mainay ikhatta kar k
Aag laga di jaana'N
Q kay
teri sab YAadaiN
Aik aik kar kay
Mujh ko
In sab cheezoN say AziYataiN deti thieN
is liye maiNay bhi
Teri saari baatoN ko
Teri saari yaadoN ko
Aaj ikhatta kar kay
Aag laga di jaana'N
------------------------------------------
Tere qareeb rahon ya k door jaaon mei,
Kisi ka dil'ruba chehra or uspe dil'nsheen aankhen
MAINE APNA SAB KUCH GUNWA DIA,MAINE JANA K MAIN KUCH NAHE,
Kisi aur ko mere haal se na garz hai koi na wasta
Meri dharkan mein koi rehta hai
Wo khawab hai ya sapna hai
Wo ghair nahi mera apna hai
Jo raat bhar mujh ko jagata hai
Kuch kehte kehte chup ho jata hai
Meri sochon pe jis ka basera hai
Wo mera hai wo mera hai
Koi kahani koi qisa hai
Wo meri zaat ka hissa hai
--------------------------------------
YUN HI ANJANE ME TUJH SE RAFAQAT SI HO GAI
DOSTI KARNE CHALAY OR TUJSE CHAHAT SI HOGAE
TU NA HO TO KHUD SE HI ULAJHTA HOON
KIA KARUN MUJHE TERI ADAT SI HO GAE
ME APNE WAJOOD ME TUJHE TALASH KARTA HOON
MUJE TUM SAY "MOHABBAT" SI HO GAE
MERE PASS AAO TO JI LOON DO PAL
MERI TO HAR SAANS TERI AMANAT HOGAE
ME SOCHTA THA TERI AAGAY "ZINDAGI" ZARURAT SI HO GAE
---------------------------------------
Tere Siva
Nahin Aur Kuch Bhi Tere Siva?!!!
Mere Dosti
Meri Zindagi
Meri Khamoshi
Meri Be-Basi
Mera Alam Bhi
Mera Naam Bhi
K Meri Subah
K Mere Sham Bhi
Wo Sabhi Kuch Tujhe Atta Kare
Mere Dost To Yaqeen To Kar
Mujhe Mangana Tuna Aa Saka
Main Ne Phir Bhi Mangi Yehi Dua
K Gawahi De Ga Mera Khuda
Maine Jub Bhi Us Se Talab Kiya
Nahi Manga Kuch Bhi
Tere Siva
---------------------------------------
Kabhi tum bhi nazar aao
suubha se sham tak hum ko
buht se log milte hain
nigahon se guzarte hain
koi andaaz tum jaisa
koi hum-nam tum jesa
magar tum hi nhe miltay
buht bechen phirtay hain
baray betaab rehty hain
dua ko hath uthtay hain
dua main yeh hi kehty hain
lgi ha bheer logon ki
,mgar is bheer main muhsin
KABHI TUM BHI NAZAR AAO
KBI TUM BHI NAZAR AAO
-----------------------------------------
*. .Aag. .*
Aag laga di jaana'N
Teri sab kitaboN ko
Tohfay k gulaboN ko
Hijr k azaboN ko
Terey saray khwaboN ko
Mainay ikhatta kar k
Aag laga di jaana'N
Q kay
teri sab YAadaiN
Aik aik kar kay
Mujh ko
In sab cheezoN say AziYataiN deti thieN
is liye maiNay bhi
Teri saari baatoN ko
Teri saari yaadoN ko
Aaj ikhatta kar kay
Aag laga di jaana'N
------------------------------------------
Tere qareeb rahon ya k door jaaon mei,
Hah dil ka ek hi aalam tujh hi ko chaahon mein,
Mein jaanta hun wo rakhta hai chaahatain kitni,
Magar ye baat use kis tarah btaaon mein,
Jo chup raha to samjhega badgumaan mujhe,
Bura bhala hi sahi kuch to bol aaon mein,
Phir is k bad ta'alluq mein faasle honge,
Mujhe sanbhaal k rakhna bichhaR na jaaon mein,
Muhabbaton ki parakh ka yehi to raasta hai,
Teri talaash mein niklon tujhe na paaon mei.
------------------------------------------------
Teri yad nhi ati
Esi rat nhi ati
Mjay soaq dedar ka
sorat teri nazar nhi ati
Gum ho gy bher me tum
Awaz tum ko di nhi jati
Dil me bus gy woh zahid
Durkan sumbhali nhi jati
---------------------------------------------------
Mera dil mujh se kehta hai
Meri dharkan mein koi rehta hai
Wo khawab hai ya sapna hai
Wo ghair nahi mera apna hai
Jo raat bhar mujh ko jagata hai
Kuch kehte kehte chup ho jata hai
Meri sochon pe jis ka basera hai
Wo mera hai wo mera hai
Koi kahani koi qisa hai
Wo meri zaat ka hissa hai
---------------------------------------------------
Mujy maf kr mery humsafar
tujay chahna meri bhol thi
Rub say tuj ko mang lety hum
tujy tuj sy mangna meri bhol thi
Bichurty waqt ankon me numi
dekhnay ki kosish meri bhol thi
us ki khatir dunia thukra di hum ny
yeh khuta karna krna meri bhol thi
halat is quder budal jain gy zahid
esa sochna meri bhol thi
-------------------------------------------------
JANUARY Ki Akhri Shaam
Mere Dosto Ke Naam
Ulfat Bhara Salam
Mere Dosto Ke Naam
...
Likha Hai Ye Kalam
Mere Dosto Ke Naam
Kuch Ko Mene Manaya
Kuch Ne Mujhe Manaya
Hum Ne Diye Ilzam
Ek Dusre Ke Naam
Kuch Wady Kiye Pury
Kuch Reh Gaye Adhure
Nibhaegein Hum Ye Dosti Ehd-e-Wafa Ke Naam
Chalti Rahe Ye Dosti
Ta Dam-e-Ikhtitam
Mera He Ye Pegham
Mere Dosto Ke Naam
January KA Akhri day
Mere Dosto Ke Naam.
Happy Last day of JANUARY.
-------------------------------------------------
*. .Aag. .*
Aag laga di jaana'N!
Teri sab kitaboN ko
Tohfay k gulaboN ko
Hijr k azaboN ko
Terey saray khwaboN ko
Mainay ikhatta kar k
Aag laga di jaana'N
Q kay
teri sab YAadaiN
Aik aik kar kay
Mujh ko
In sab cheezoN say AziYataiN deti thieN
is liye maiNay bhi
Teri saari baatoN ko
Teri saari yaadoN ko
Aaj ikhatta kar kay
Aag laga di jaana'N
------------------------------------------------
Tum jab say mile ho yeh duniya janat hay
Tumhain yon chahtay rehna hi bus meri ibadat hay
Na janay q nahi laga mujay dar is zamanay say
Suna hai pyar karnay walo ki aesi hi fitrat hay
Meray mehboob agar koi laga day mujh ko sooli bhi
Meri mayyat bhi bolay gi mujhay tum say mohabbat hay
-------------------------------------------------
ik khuwab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
zara chupke se khamoshi se
tm izhar mhbt kardo na
main payass mein dooba sehra hon
tm mj ko samandar kar do na
meri rahein thori adhori hain
tm in ko mukamaml kardo na
main younhi phirta rehta hon
tm khud ko manzil kardo na
ik khuawab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
-------------------------------------------------
Hamesha Dil Mein Rehta Hai Kabhi Goya Nahin Jaata
Jise Paya Nahi Jaata, Usy Khoya Nahi Jataa,
Kuch Aise Zakhm Hain Jinko Sabhi Shaadab Rakhte Hain,
Kuch Aise Daagh Hain Jinko Kabhi Dhoya Nahi Jaata,
Ajab Si Goonj Uthti Hai Daro Deewaar Se Har Dam,
YeH KhwaboN Ka Kharaba Hai YahaN Soya Nahi Jata,
BahUt Hansne Ki Aadat Ka Yahi Anjam Hota Hai,
Ke Hum Rona Bhi ChaheN ToH Kabhi Roya Nahi Jata,
Zara SocheN! Yeh DUnya Kis Qadar Be-rang Ho Jaati
Agar AaNkhoN MeIn Koi Khwab Hi Boya Nahi Jaata
Jaane Ab Muhabbat Par PaRi Uftad Kya 'Aalam' Ke,
AEl-e-Dil Se Dil Ka Bojh Bhi Dhoya Nahin Jaata
--------------------------------------------------------
Lo raqibon mein naya ek naam shamil ho gaya ,
Ghair tha koi jo ab k raah mein hayal ho gaya,
Din kuch aisay bhi dekhayein hein mujhe
taqdeer ne
Mein hua badnaam wo shuhrat ka hamil ho gaya
Gerd-e-she Ayyam ki hum Zad mein Aisay aa gaye
Beh gaye toofan mein aur door saahil ho gaya
Gher ki bathon mein youn aaye bhula dala hamein
Meri bathon ka asar lamhon mein zayal ho gaya
Os ne aankhein hee badal dali hein tujh se aey DOST
Aur chupkay se kisi janib wo mayal ho gaya
----------------------------------------------------
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
Ke Zindagi Teri Zulfo Ke Narm Chao Mein Guzarne Pati
To Shadaab Ho Bhi Sakti Thi
Ye Ranj-O-Ghum Ki Syaahi Jo Dil Pe Chai Hai
Tere Nazar Ki Shuwao.N Mein Kho Bhi Sakti Thi
Magar Ye Ho Na Saka
Magar Ye Ho Na Saka Aur Ab Ye Aalam Hai
K Tu Nahi Tera Ghum Teri Justaju Bhi Nahi
Guzar Rahi Hai Kuch Is Tarah Zindagi Jaise
Ise Kisi Ke Sahare Ki Aarzu Bhi Nahi
Na Koi Raah Na Manzil Na Roshni Ka Suraagh
Bhatak Rahi Hai Andhero Mein Zindagi Meri
Inhi Andheron Mein Reh Jaunga Kabhi Kho Kar
Main Jaanta Hu Meri Ham Nafas Magar Yuhi
Kabhi Kabhi Mere Dil Mein Khayal Aata Hai
-----------------------------------------------------
WAFAON K QISE SUNAYA NA KAR
TU MERI JAN MUJH KO STAYA NA KAR
MOSAM HO JATA HY GALABI SHARABI
TU HATHON PY MEHNDI LGAYA NA KAR
NEM PAR JATI HY CHAND KI CHANDNI
TU CHEHRY PY ZULFEN GIRAYA NA KAR
MADHAM HO JATI HY SORAJ KI ROSHNI
TU ANKHON ME KAJOL LGAYA NA KAR
PAGAL HO JAYE GA SARA JAHAN
TU SAR-E-AAM GHONGHAT UTHYA NA KAR
---------------------------------------------------
USY KEHNA GILY UNHI SE HOTE HAIN
JO DIL K PASS HOTE HAIN
SHIKAYAT UN SE HOTI HAI
JO BE-HAD KHAS HOTE HAIN
MERA TUJH SE GILA KARNA
TUMHEN YUNHI KHAFA KARNA
TERI TAEED K BADLY JAFA KARNA
MUHBAT KI ALAMAT HAI
YE ULFAT KI ALAMAT HAI
ESAY JAFA NA SAMJHNA
MUHABAT ME KBI HARGIZ
ISY DIL PAR NAHE LENA
USY KEHNA MUHABAT KI TAWAQO UNSE HOTI HAI
K JIN SE AAS HOTI HAI
GILY UNHI SE HOTE HAIN
JO DIL K PAS HOTE HAIN
-----------------------------------------------------
AY WAQT ZARA TU THAM JA MUJHY YAD KISI KO KARNY DY
MUJHY PYAR HAI EK SANG DIL SE JO KOI BAT MUJY NA KARNE DY
NA APNY PAS WO ANY DY NA KHUD SE DOR WO JANE DY
NA DIL KO APNY PAS RAKHE NA OR KISI KA HONE DY
HAR WAQT MUJY WO YAD AYE PHIR DIL SE EK AWAZ AYE
YE KESI CHAHAT HAI USKI JO JENE DY NA MARNY DY
------------------------------------------------------
Itna Qareeb Aao Kay Jee Bhar Kay Dekhh Lein
Shayed Kay Phir Milo To Yeh Zoq-E-Nazar Na Ho
Abhi To Shoq-E-Janoon Chahay Karna Kehkashan Pay Basaira
Shayed Kay Phir Yeh Shidat-E-Rakht-E-Safar Na Ho
Jism-O-Jaan Mein Tum Sama Jao Mera Ehsas Ban Kar
Aaj Itnay Sakoon Say Doobo Kay Aas-Paas Ki Lehron Ko Kuchh Khabar Na Ho
Rok Lo Shanay Pay Rakhh Kay Meharban Haathon Ko
Shayed Phir Meri Aah-O-Faghan Mein Yeh Sabar Na Ho
---------------------------------------------------------
*. .Na bujha chiragh-e-dayaar-e-dil, na bichrne ka tu malaal kar,
Tujhe de gi jeene ka hosla, meri yaad rakh le sambhal kar,
Ye bhi kya ke ek hi shakhs ko kabhi sochna, kabhi bhoolna,
Jo na bujh sake wo diya jala, jo na ho sake wo kamal kar,
Gham-e-arzu meri justju, mei simat ke aa gaya ru-baru,
Ye sukoot-e-marg hai kis liye? mei jawab doon tu sawal kar,
Tu bichhar raha hai to soch le, tere hath hai meri zindgi,
Tujhe rokna meri mot hai, meri be'bsi ka khayal kar,
Mre dard ka, mre zabt ka, meri be-basi, mere sabr ka,
Jo yakeen na aaye to dekh le, tu hawa mein phool uchaal kr. .*
-----------------------------------------------------------------
*. . . . .Hamesha Dil Mein Rehta Hai Kabhi Goya Nahin Jaata. . . . .*
Jise Paya Nahi Jaata, Usy Khoya Nahi Jataa,
Kuch Aise Zakhm Hain Jinko Sabhi Shaadab Rakhte Hain,
Kuch Aise Daagh Hain Jinko Kabhi Dhoya Nahi Jaata,
Ajab Si Goonj Uthti Hai Daro Deewaar Se Har Dam,
YeH KhwaboN Ka Kharaba Hai YahaN Soya Nahi Jata,
BahUt Hansne Ki Aadat Ka Yahi Anjam Hota Hai,
Ke Hum Rona Bhi ChaheN ToH Kabhi Roya Nahi Jata,
Zara SocheN! Yeh DUnya Kis Qadar Be-rang Ho Jaati
Agar AaNkhoN MeIn Koi Khwab Hi Boya Nahi Jaata
Jaane Ab Muhabbat Par PaRi Uftad Kya 'Aalam' Ke,
AEl-e-Dil Se Dil Ka Bojh Bhi Dhoya Nahin Jaata. . . .*
--------------------------------------------------------
*. . .Lo raqibon mein naya ek naam shamil ho gaya,
Ghair tha koi jo ab k raah mein hayal ho gaya,
Din kuch aisay bhi dekhayein hein mujhe
taqdeer ne
Mein hua badnaam wo shuhrat ka hamil ho gaya
Gerd-e-she Ayyam ki hum Zad mein Aisay aa gaye
Beh gaye toofan mein aur door saahil ho gaya
Gher ki bathon mein youn aaye bhula dala hamein
Meri bathon ka asar lamhon mein zayal ho gaya
Os ne aankhein hee badal dali hein tujh se aey DOST
Aur chupkay se kisi janib wo mayal ho gaya . . .*
---------------------------------------------------------
Ma¡n Jalva - E - §ad - Rung Hun, Ya
Moj - E - §aßa Hun
Ehsas K¡ Chokhat Py Khara §och Raha Hun
Ek Jaam To P¡ La¡ny Dy Ay Gard¡sh - E - Doraan
Ph¡r Tujh Ko Batata Hun K Ma¡n Kon Hun, K¡ya Hun
Tum Yaad Karo Pehl¡ MulaQaat K¡ ßaata¡n
Ma¡n Pehl¡ MulaQaat Zara Bhool Gya Hun
§o ßaar Zamany Ny Mujhy Zehar D¡ya Ha¡
§o ßaar Ma¡n §ach ßol K §ool¡ Py Charha Hun
Aksar Ossy Paa La¡ny K¡ Umeed Ma¡n
Khud Apny L¡ye Raah K¡ Deevaar ßana Hun. . .*
--------------------------------------------------------
BADALTI RUT KA ISHARA DEKHTE HAIN-
AB KESE HO GA GUZARA DEKHTE HAIN-
MUHABAT KI YE RASAM B KITNI AJEB HAI-
JANE WALY PLAT K DUBARA DEKHTE HAIN-
DOBNE WALY DOBNE SE ZARA PEHLY-
EK UMEED PY KINARA DEKHTE HAIN-
KIA MUHABAT HUMEN B RAS AYE GE DOST-
AAO APNA APNA SITARA DEKHTE HAIN-
-----------------------------------------------------
chand ki simat nazar jaye to kia hota hai?
rat kisi ki yad me guzar jaye to kia hota hai?
kitni masom ada se wo mujse pochta hai,
jab koi dil me utar jaye to kia hota hai?
mere mola tu faqat itna bta de usko,
admi jete gi mar jaye to kia hota hai?
kisi anjan sy shakhs ka kisi pichli pehar,
aks ankhon me theher jaye to kia hota hai?
dard dy k mujy wo hansta raha or bola wasi,
dard jab had se guzar jaye to kia hota hai?
-------------------------------------------------
tujhy chor b nahe sakte tere ho b nahe sakte..
ye kesi bebasi hai aj hum ro b nahe sakte..
ye kesa dard hai pal pal humen tarpae rakhta hai..
tumhari yad ati hai to pher so b nahe sakte..
chupa sakte hain or na
hum dikha sakte hain logon ko..
kuch esa dagh hai dil py jo hum dho b nahe sakte..
kaha tha chor daingy ye nagar pher ruk gye lekin..
tumhen pa nahe sakte to kho b nahe sakte..
---------------------------------------------------
HUM SE TASKHEER MUQADAR K SITARE NA HUWE..
ZINDGE AP THY OR AP HUMARY NA HUWE..
PHER BTAO K BHALA KIS PY SITAM DHAO GY..
SHEHRE-E-ULFAT ME AGAR DARD K MARE NA HUWE..
SUCH TO YE HAI BINA USK GUZARA JEWAN..
YE B SACH HAI K BINA USK GUZARE NA HOWE..
IS LYE APNA MILAN HO B NAHE SAKTA THA..
EK DARYA K KABI DONO KINARE NA HUWE..
TOT JATE HAIN SABHI PYAR K RISHTE MOHSIN..
KACHE DHAGY TO KISI K B SAHARE NA HUWE..
------------------------------------------------------
Aey sitArAe
shAb-e-zindAgi..!!
Wohi shAAm, kuhur si shAAm..!!
Phir tere nAAm ho toh ghAzAL kAhen
Wohi shAAm..!!
Jis ki rAgo'on mein thAy
Teri khuwAb AAnkho'on ke rAtjAgay
Wohi subAh dhoop
ki LAAli..!!
Tere Arizo'on pAr khiLAy toh
RAg'e'jAn se nAzm kAsheeda ho
Wohi Khushbo'on kA
ujoom ho
Wohi rAng ho, wohi roshni
Wohi sAhmAhAton kA
juloos ho
Wohi ek pAl teri
deed kA..!!
Jo miLAy toh Ashq dAmAk uthAin
Wohi ek pAl teri
deed kA..!!
Jo miLe dArd ki oot se
SAbi qehqAy se chalak uthAi'n
SAr'e'lohe shAm'e'firAq
GhAm'e'ishq moj'e'nAveed ho
Aey sitArA shAb'e'zindAgi ..!!
IdhAr AA ke jAshn mutAbbir ho
NAzAr AA ke DHANG se
EID ho. . .
------------------------------------------------
Mujhey aksar wo kehta tha
muhabbat kuch nahi hoti.
Hijr ka khof be'matlab.
Wasl k khwab be'maani.
nigahon mein koi suurat.
kahan din raat rehti hy.
usey kiu khaam'shi kahye.
k jis mein baat rehti hy.
wo ankhein kesi hoti hain?
jahan barsaat rehti hy.
ye ansu be'zuban ansu.
bhala kia bol saktey hain?
aur us ki narm palkon pe.
nami din raat rehti hy.
mujhey aksar wo kehta tha.
muhabbat kuch nahi hoti.
magar jab aaj barson baad.
main ne us ko dekha hy.
k us ki jheel ankhon mein.
hijr ka khof rehta hy.
wasl k khwab rehtey hain.
wahan barsat rehti hy.
yu lagta hy k barson se.
wo soya bhi nahi shayad.
yu lagta hy kisi ki yaad.
usey din raat rehti hy.
aur us ki narm palkon k.
haseen saiye bhi geeley hain.
aur us ki khaam'shi aisi.
k jis mein baat rehti hy.
mujhey ab wo nahi kehta.
muhabbat kuch nahi hoti. .
-----------------------------------------------
Yahan sang sang Qabahatain,
Hamain raas kb hain aziyatain?
To ny cheen lin wo jo pas thin,
Nahi pas ab mery Rahatain,
Mery kam khuch b na aa saka,
Na maraqaby na riazatain,
Meri hm nawana khard rahi,
Rahain sath mery Hamaqatain,
Tery pas ab na khalos hai,
Tjh bha gain hain shararatain,
Na sakon hai na qarar hai,
Yahan rozo shab hain Aqabatain,
ya talab hai halat -e -zar
Usy qurb ki dy zafatain
---------------------------------------------
Kabi kuch soch k likhna kabi kuch soch k parhna
Ye na'mumkin si koshish hai muhabbat soch k karna
K jisko dekh k jeena usi k naam pe marna
Ye na'mumkin si koshish hai
muhabbat soch k karna
Khayalon me bna lena kisi ka aks dheerey sy
Chura k rung sapnoon k kisi ki aankh me bharna
Ye na'mumkin si koshish hai
muhabbat soch k karna
------------------------------------------------------
Kisi ki yad dil main hai,koi ehsas baqi hai
Badalte mosamon k darmian ek raz baqi hai
Abhi main safar main hon,Milegi manzil mujhe,
magar in raston k darmian ek sath baqi hai
kahin pe sham dhalti hai,kahin rat hoti hai
Abhi to chandni hai, Chand ki rat baqi hai
Chale ao kisi din tum humara haal b dekho
Humara dil bejan hai magar ek sans baqi hai
Umed hai phr b milega wo humain ek din
khuda par hai bharosa, Khuda ki zat baqi hai
-----------------------------------------------------
"Käbhi jo hum nahi hon gay"
Kaho kis ko batao gay??
wo apni Uljhanay sari..
Wo bechaini mein doobay pal..
Wo ankhon mein chhupay aansu..
Kisay phir tm dikhao gay??
Kbhi jo hum nahi hon gay..
Boht bechain ho gay tum..
Bohat tanha reh jao gay..
Abhi b tum nahi samjhay..
Hamari un-kahi batain..
Magr jab yaad aayen gay..
bohat tum ko rulayen gay..
bohat chaho gay phir b tum..
hmain na dhoond pao gay.
"kåbhi jo hum nahi hon gäy
----------------------------------------------------
HAR WADA-E-WAFA KO BHULANE KA SHUKRIYA
DEWANA KAR K ANKH CHURANE KA SHUKRIYA
HUM JANTE THY AP K QABIL NAHE HAIN HUM
KUCH ROZ DIL KI AAS BARHANE KA SHUKRIYA
TABER JIN KI DEKH KAR ANKHEN HAIN ZAKHAM ZAKHAM
ITNA HASEN KHAWAB DIKHANE KA SHUKRIYA
JIN KHUSH GUMANIYON ME THY ANSO THAME THAME
UN KHUSH GUMANIYON PY MUSKURANE KA SHUKRIYA
MANA K IS SALOQ K QABIL NAHE THY HUM
HAR FASLA MITA K BARHANE KA SHUKRIYA
---------------------------------------------------
*. . .Zakhm-€-Masihai. . .*
Kab se khamoshi si gum sum yonhi bethi hoon..
Saamne hai khat tera..
Aur dil k aangan main..
Mosam e dard dabe paon chala aaya hai..
Aur zakhmon ki fasal ab tak bohat achi hai..
Baaton Baaton main lage dil pe jo..
Us baat ka zakham..
Dil ki mandiyon pe jamjae jo..
Us raat ka zakham..
Is siyahi main jo gum hogya..
Us saath ka zakham..
Jo yakeen toot k tabdeel hwa rezon main..
Rooh main chubte khatakte huwe zaraat ka zakham..
Tum ne likha hai k..
Tum baat k zakhmon ko sehna seekho..
Tum bhi auron ki tarha dunia main rehna seekho..
Mashwara hai to bohat khoob..
Magar!!
Aesi dunia se kahan meri shahnasai hai,
Yeh tera khat hai ya zakhm e masihai hai. . . .*
------------------------------------------------------
*. .Ye Udaas Aankhen Meri,
Kurb-E-Tanhai Main Jalti Huwi Is Zaat K Darwaze Per,
Rasta Dekhti Rehti Hain Kisi Baadal Ka,
Aesa Baadal,
Jo Mere Jism K Sehra Ko Bhi Sahil Kar De,
Haath Haathon Main Rakhe,
Rooh Ko Jhal Thal Karde,
Yeh Udaas Aankhen Meri,
NAQAB Ki Oath Main Lipti Huwi Raat K Darwaze Per,
Raasta Dekhti Rehti Hain Kisi Sooraj Ka,
Aisa Sooraj,
Jo Muhabbat K Har Ek Naqsh Ko Roshan Karde,
Khauf Ki Lahar Se Jamte Huwe Logon Main Hararat Bharde,
Bhaagte Dodte Is Waqt K Hangame Main,
Wo Jo Ik Lamha Amar Hai,
Wo Teharta Hi Nahi,
Be-Yaqeeni Ka Yeh Mahol Bikharta Hi Nahi,
Mera Sooraj,
Mere Aangan Main Utarta Hi Nahi. .*
----------------------------------------------------
Wohi Raton Ki Bedari Hai Ab Tak,
Tamanna Ka Safar Jari Hai Ab Tak,
Khayal-E-Zabt Or Tark-E-Talluq,
Yahi Pathar Bohat Bhari Hai Ab Tak,
Akelay Chandni Raton Main Dil Ko,
Sulag Uthnay Ki Beemari Hai Ab Tak,
Abhi Pichlay Dinon Jo Hum Pe Guzri,
Usi Rut Ka Nasha Taari Hai Ab Tak,
Badan Se Ho K Jo Roohon Mein Utri,
Usi Qurbat Ki Sarshari Hai Ab Tak,
Chaman Se Kar To Loon
Hijrat Main "FARAZ"
Parindon Se Meri Yari Hai Ab Tak. .*
--------------------------------------------
CHALO MOHSIN MUHABAT KI NAE BUNYAD RAKHTE HAIN,
KHUD PABAND REHTE HAIN USY AZAD RAKHTE HAIN,
HUMARY KHON ME RAB NE YEHI TASEER RAKHI HAI,
BURAI BHOL JATE HAIN ACHAI YAD RAKHTE HAIN,
MUHABAT ME KABI HUM SE GUSTAKHI NA HO JAYE,
HUM APNA HAR QADAM USK QADAM K BAAD RAKHTE HAIN,
--------------------------------------------
KHAWAB KHODY TO TERI YAD K KHANDER NIKLY..
KHUD ME DOBY TO TERI ZAT K ANDER NIKLY..
BEWAJA NA THI BEJAN BATON KI CHAHAT..
DIL JO TOTA TO TERY PIYAR K MANDER NIKLY..
HUM TO SAMJHTE THY K HON GY YE DO CHAR ANSU..
RONY BETHY TO SAMANDER K SAMANDER NIKLY..
----------------------------------------------------
ANA KI BAAT HAI WARNA MUHABAT AB B BAQI HAI
USE MERI MUJY USKI ZARORAT AB B BAQI HAI
KOI MUSHKIL AGAR DARPESH AYE LOAT ANA TUM
TUMHARE WASTE DIL ME AQEDAT AB B BAQI HAI
BALA KI SARD MEHRI HAI MERI HAR BAT ME LEKIN
MERE SENE ME CHAHAT KI HARARAT AB B BAQI HAI
----------------------------------------------------
MERA SOCHNA TERI ZAT TAK,
MERI GUFTGU TERI BAT TAK,
NA TUM MILO JO KABI MUJHY,
MERA DHONDNA TUJY PAAR TAK,
TERI NAFRTON SE PYAR TAK,
KABI FURSTEN JO MILEN TO AA,
MERI ZINDGE K HISAAR TAK,
TERE PEHLY SE TERE BAAD TAK,
---------------------------------------------------
soch zra k kia hai tu,
mere jeevan ka asra hai tu,
sare zmane me koi tjhsa nhi
khuda ki mehrbani he k mera hai tu
tu pas he hr pal mere
ye na smjhna k juda he tu
yu to ziada nhi janti me
pr bht scha khra hai tu
mere jeevan ka asra he tu
hai mera, srf mera,bs mera hai tu
--------------------------------------------------
Tmhari un-kehi batein tmhari un-kehi ghazlein,
Jb bhi Mai gun-gunata hoon,
Tm aksr yaad aaty ho,
Tmhara wo bichar jana,bichar k phr sy mil jana,
Meri khamosh baton ko bhi sun-na aor smajh jana,
Main Jb mehsoos krta hon,
Tm aksr yaad aaty ho,
Tmhara wo rula dena, Stana aor mana lena,
Kuch chupa kr bhi
--------------------------------------------------
Wohi Raton Ki Bedari Hai Ab Tak,
Tamanna Ka Safar Jari Hai Ab Tak,
Khayal-E-Zabt Or Tark-E-Talluq,
Yahi Pathar Bohat Bhari Hai Ab Tak,
Akelay Chandni Raton Main Dil Ko,
Sulag Uthnay Ki Beemari Hai Ab Tak,
Abhi Pichlay Dinon Jo Hum Pe Guzri,
Usi Rut Ka Nasha Taari Hai Ab Tak,
Badan Se Ho K Jo Roohon Mein Utri,
Usi Qurbat Ki Sarshari Hai Ab Tak,
Chaman Se Kar To Loon Hijrat Main "FARAZ"
Parindon Se Meri Yari Hai Ab Tak. .*
-----------------------------------------------
Mana ky mohbat sachi hy
Pr apni mohbat kachi hy
Ak roz pata chal jaye ga
Jb ishq boht tarpaye ga
Han pyar main sb kuch milta hy
Ye phol magr km khilta hy
Jb yaad tmhari aye gi
Ankhon main ghata si chaye gi
----------------------------------------------
Main Ab Roone Se Darti Hun Juda Hone Se Darti Hun
Meri Ankhen Batati Hai Main Ab Sone Se Darti Hun
Mere Hath Pakar Lena Mujhe Tanha Nahi Karna
Yeh DUniya Aik Mela Hai Tumein Khone Se Darti Hun
Jab Hasti Hun Tou Kyn Palkon K Koney Bheeg Jate Hai
Tumein Maloom Hai Main Is Tarha Sone Se Darti Hun
Jabse Khuwab Dekha Hai Mujhse Tum Bikhar Jaoge
Main Ab khuwabo Se Darti Hun Main Ab Sone Se Darti Hun
------------------------------------------------
Ajab rasam hai charahgaron ki mehfil mein
laga kar zakhm namak se masaj karte hai
ghareeb e shehr trapta hai aik niwale ko
Ameer e shehr kay kuttay bhi raj karte hain
------------------------------------------------
Tumhe jab kabhi milain fursatain mere dil se bhoj utar do
Main bohat dinon se udas hoon mujhe koi sham udhar do.
Mujhe apne roop ki dhop do ke chamak sakain mere khal-o-khad
Mujhe apne rang main rang do mere sare zang utar do.
Main bikhr gya hoon smait lo, main bigaR gya hoon sanwar do
------------------------------------------------
phir ek aasu chalakna chata hai
duao mai mahkna chata hai
nahi hai jab koi is shab ki manzil
sitara kiyu chmakna chata hai
jise dil jaan kar sharmindagi thi
wahi pathar dhadkna chata hai
nazar pe kapkape tari hai ya phir
koi parda sarkna chata hai
------------------------------------------------
'kbi tum b nazar aao''
subha se sham tk boht se log miltay hain,
nigahon se guzartay hain,
koi andaz tm jesa,
koi hm _naam tm jase,
magr tum hi nhi miltay,
buht bechain phirtay hain,
baray betab rehtay hain,
dua ko hath uthtay hain,
dua mein yeh hi kehtay hain,
lgi hai bheer logon ki,
magr is bheer main
''kbi tum b nazar aao''
-----------------------------------------------
ik khuwab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
zara chupke se khamoshi se
tm izhar mhbt kardo na
main payass mein dooba sehra hon
tm mj ko samandar kar do na
meri rahein thori adhori hain
tm in ko mukamaml kardo na
main younhi phirta rehta hon
tm khud ko manzil kardo na
ik khuawab sarhane rakh do na
tm mj pe anayat kar do na
---------------------------------------------
Subscribe to:
Posts (Atom)